Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAnand Bakshi
HomeAnand Bakshi
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaa aaaa aaaaa aaaaa zamaane mein aji aise kayi naadaan hote hain zamaane mein aji aise kayi naadaan hote hain zamaane mein aji aise naadaan hote hain wahaan le jaate hain kashti wahaan le jaate hain kashti wahaan le jaate hain kashti jahaan tufaan hote hain zamaane mein aji aise kayi naadaan hote hain shamaa ki bazam mein akar ye parwaane samajhte hain ye parwaane samajhte hain yahin par umr guzaregi ye deewaane samajhte hain magar ik raat ke haan haan magar ik raat ke ye to faqat mehamaan hote hain magar ik raat ke ye to faqat mehamaan hote hain zamaane mein aji aise kayi naadaan hote hain mohabbat sabki mehfil mein shamaa ban kar nahin jalti shamaa ban kar nahin jalti haseenon ki nazar sab pe chhuri ban kar nahin chalti jo hain taqdeer waale haan jo hain taqdeer waale bas wahi qurbaan hote hain jo hain taqdeer waale bas wahi qurbaan hote hain wahaan le jaate hain kashti jahaan tufaan hote hain jahaan mein dubo kar door saahil se nazara dekhne waale nazara dekhne
zamane mein koi hamara nahin kisi ka bhi humko sahara nahin zamane mein koi zamane mein koi hamara nahin kisi ka bhi humko sahara nahin nasibon ke kaale sawere to hain garibon ke ghar mein andhere to hain nasibon ke kaale sawere to hain garibon ke ghar mein andhere to hain koi chand koi sitara nahin kisi ka bhi humko sahara nahin sabhi ke liye ek duniya hai ye hamaare liye gum ka dariya hai ye sabhi ke liye ek duniya hai ye hamaare liye gum ka dariya hai ye bhanwar hi bhanwar hai ye kinara nahin kisi ka bhi humko sahara nahin kahin se kisi ne na aawaz di rahe chup khuda aur bhagwan bhi kahin se kisi ne na aawaz di rahe chup khuda aur bhagwan bhi bhagwan bhi kise hamne jaa kar pukaara nahin kisi ka bhi humko sahara nahin sahara nahin sahara nahin
zamaane mein sabse puraani yahi pyaar ki hai kahaani yahi pyaar ki hai kahaani zamaane mein sabse puraani yahi pyaar ki hai kahaani yahi pyaar ki hai kahaani zamaane mein sabse puraani yahi pyaar ki hai kahaani yahi pyaar ki hai kahaani khudaa ne ye dil kyun banayaaaa yahaan jisne bhi dil lagaayaa khudaa ne ye dil kyun banayaaaa yahaan jisne bhi dil lagaayaa o sitam uss pe logo ne dhayaa kisi ne na ki meherbaani yahi pyaar ki hai kahaani yahi pyaar ki hai kahaani ye duniyaa hai deewaar koi tarastaa hai iss paar koi ye duniyaa hai deewaar koi tarastaa hai iss paar koi ho tadaptaa hai uss paar koi guzarti hai yun zindgaani yahi pyaar ki hai kahaani yahi pyaar ki hai kahaani jiye pyaar mein log kaise ke soni te mahiwaal jaise jiye pyaar mein log kaise ke soni te mahiwaal jaise ho mare doob ker dono kaise ke royaa chanaa daa vi paani yahi pyaar ki hai kahaani yahi pyaar ki hai kahaani kabhi dil se dil mil sake naa kabhi zakham ye sil sake na kabhi dil se dil mil sake
hmm hmm hmm hmm hmm hmm lala lala lalaaaa lara lala lalaaaaa aaaaa zara saa jhoom loon main are naa re naa re naa zara saa ghoom loon main are naa re naa re naa aa tujhe choom loon main are naa re baba naa main chaliiiii ban ke hawaaaaa rabba mereeeee mainu bachaaaaa zara saa jhoom loon main are naa re naa re naa zara saa ghoom loon main are naa re naa re naa aa tujhe choom loon main are naa re baba naa main chaliiiii ban ke hawaaaaa rabba mereeeee mainu bachaaaaa mausam ye beimaan masti kaa ye samaan roko o logon zameen pe girne lagaa aasmaan thumak thumak ke jhoolungi main udd ke gagan ko chhoo lungi main chaliiiii ban ke hawaaaaa rabba mereeeee mainu bachaaaaa zara saa jhoom loon main are naa re naa re naa zara saa ghoom loon main are naa re naa re naa aa tujhe choom loon main are naa re baba naa thandi thandi pawan jalta hai ye badan jee chaahtaa hai banaa loon tujhko apna sajan huaa nahin ye pehle kabhi meri chaal badal gayi abhi abhi main chaliiiii ban ke
zikra hota hai jab qayamat ka tere jalwon ki baat hoti hai tu jo chaahe to din nikalta hai tu jo chaahe to raat hoti hai tujhko dekha hai meri nazron ne teri taarif ho magar kaise ke bane ye nazar zubaan kaise ke bane ye zubaan nazar kaise na zubaan ko di
zindagi ae zindagi zindagi tere hain do roop zindagi ae zindagi zindagi tere hain do roop beeti huyi raaton ki baaton ki tu chhaayaa chhaayaa wo jo ban gayi dhoop kabhi teri kirnen thi thandi thandi haay re ab tu hi mere ji mein aag lagaaye kabhi teri kirnen thi thandi thandi haay re ab tu hi mere ji mein aag lagaaye chaandni aye chaandni chaandani tere hain do roop toote huye sapnon ki apnon ki chhaayaa chhaayaa wo jo ban gayi dhoop aate jaate pal kyaa hain samay ke ye jhoolen hain bichhde saathi kabhi yaad aaye kabhi bhoolen hain aate jaate pal kyaa hain samay ke ye jhoolen hain bichhde saathi kabhi yaad aaye kabhi bhoolen hain aadmi aye aadmi aadmi tere hain do roop dukh sukh ke jhoolon ki phoolon ki tu chhaayaa chhaayaa wo jo ban gayi dhoop chhaayaa wo jo ban gayi dhoop koi bhooli huyi baat mujhe yaad aayi hai khushi bhi tu laayi thi ye aansoo bhi tu laayi hai dillagi aye dillagi dillagi tere hain do roop kaise kaise waadon ki yaadon ki tu chhaayaa chhaayaa wo
zindagi aye zindagi dekh meri bebasi zindagi aye zindagi dekh meri bebasi zindagi aye zindagi dekh meri bebasi mere har sawaal ka tu jawaab de yaa to mujhe zehar de yaa sharaab de tu sharaab de zindagi aye zindagi dekh meri bebasi aansoon ban ke main kabhi aankh se naa beh sakun munh se kuchh naa keh sakun aur chup na reh sakun itne ghum na de mujhe main na jinko seh sakun meri khushiyaan kya huyi kuchh hisaab de yaa to mujhe zehar de yaa sharaab de tu sharaab de zindagi aye zindagi dekh meri bebasi apne aap se khafa kar diya naseeb ne mujhko apno se juda kar diya naseeb ne har dua ko badduaa kar diya naseeb ne chhin gaye hain mujhse jo waapas wo khaab de yaa to mujhe zehar de yaa sharaab de tu sharaab de zindagi aye zindagi dekh meri bebasi mere har sawaal ka tu jawaab de yaa to mujhe zehar de yaa sharaab de tu sharaab de zindagi aye zindagi dekh meri bebasi
are zindagi hai khel koi paas koi fail khiladi hai koi anadi hai koi khiladi hai koi ho babu samjhe kya ho lala samjhe kya khiladi hai koi anadi hai koi ha zindagi hai khel koi paas koi fail khiladi hai koi anadi hai koi khiladi hai koi ho babu samjhe kya ho lala samjhe kya khiladi hai koi anadi hai koi tumraia maare kil gumaraia ude para porshi uarde bole bhorkati sira kude tumraia maare kil gumaraia ude para porshi uarde bole bhorkati sira kude baatein kam kar kaam jyada raka haan haan kaam se hoga naam jyada taka samjhe baatein kam kar kaam jyada raka are kaam se hoga naam jyada taka are are are are are re haan udti chidiya tere sadke gir mat jaana chalna bach ke mistar samjhe kya sistar samjhe kya khiladi hai koi anadi hai koi khiladi hai koi anadi hai koi are lad gayi ek kadam piche are baith jhoom ke pichhe ghoom o nakhre wali ha ha are log bajayenge khush hokar tali tali tali tali tali re jhoom ke peeche ghoom o nakhre wali ha ha ha are log bajayenge khush
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm aaaa aa aaa aa aaaa aa aaa aa aaaa aa aaa aa aaaa aa aaa aa ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho aa aa aa aa aa aa aa aa hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm jeet jaayenge hum ho ho ho ho jeet jaayenge hum tu agar sang hai zindagi har kadam ik nayi jung hai zindagi har kadam ik nayi jung hai jeet jaayenge hum jeet jaayenge hum tu agar sang hai zindagi har kadam ik nayi jung hai zindagi har kadam ik nayi jung hai tune hi sajaaye hai mere honthon pe ye geet tune hi sajaaye hai mere honthon pe ye geet teri preet se mere jeevan mein bikhra sangeet mera sab kuchh teri den hai mere man ke meet main hoon ik tasveer tu mera roop rang hai aye aye aye aye aye zindagi har kadam ik nayi jung hai zindagi har kadam ik nayi jung hai hausala na chhod kar saamna jahaan ka hausala na chhod kar saamna jahaan ka wo badal rahaa hai dekh rang aasmaan ka rang aasmaan ka ye shikashat ka nahin ye fateh ka rang hai
zindagi imtihaan leti hai zindagi imtihaan leti hai logon ki jaan logon ki jaan logon ki jaan leti haiiiiiii hoooo dillagi imtihaan leti hai dillagi imtihaan leti hai dil jalon ki jaan dil jalon ki jaan dil jalon ki jaan leti haiiiiiii dosti imtihaan leti hai dosti imtihaan leti hai doston ki jaan doston ki jaan doston ki jaan leti haiiiii zindagi imtihaan leti hai dillagi imtihaan leti hai dosti imtihaan leti hai uss bekhabar ko koi khabar de uss bekhabar ko koi khabar de ke ye pyaar hum ko paagal naa kar de ye pyaar hum ko paagal naa kar de preet bhi imtihaan leti hai preet bhi imtihaan leti hai premiyon ki jaan premiyon ki jaan premiyon ki jaan leti hai hooo oooo oooo zindagi imtihaan leti hai zindagi imtihaan leti hai wo paas hon to khul naa sake lab wo paas hon to khul naa sake lab wo door hon tooo sochen milen kab wo door hon tooo sochen milen kab bebasi imtihaan leti hai bebasi imtihaan leti hai bebason ki jaan bebason ki jaan bebason ki jaan leti hai
zindagi ka yun zubaan par naam aana chahiye zindagi ka yun zubaan par naam aana chahiye har taraf se pyaar ka paigaam aana chahiye zindagi ka yun zubaan par naam aana chahiye bas mazaa jeene ka ha ha ha bas mazaa jeene ka suboh shaam aana chahiye zindagi ka yun zubaan par naam aana chahiye aadmi ko aadmi ke kaam aana chahiye zindagi ka yun zubaan par naam aana chahiye zindagi ka yun zubaan par naam jeevan khel hai duniyaa rail hai chhuk chhuk chhuk chhuk chhuk chhuk chalo railgadi ki tarah khel ye khelo khiladi ki tarah gir mat jaana anadi ki tarah jeevan khel hai duniyaa rail hai jeet kar iss khel mein jeet kar iss khel mein inaam aana chahiye zindagi ka yun zubaan par naam aana chahiye zindagi ka yun zubaan par naam hasne se naa rone se jaagne se naa sone se hasne se naa rone se jaagne se naa sone se jikr bhi hota nahin gumnaam hone se naam hota hai zara badnaam hone se apne sar pe bhi koi apne sar pe bhi koi ilzaam aa na chahiye zindagi ka yun zubaan par naam
zindagi ke is safar ki kaun si manzil hai ye zindagi ke is safar ki kaun si manzil hai ye doobta main jaa raha hoon jispe wo saahil hai ye zindagi ke is safar ki kaun si manzil hai ye yaad karne bhoolne ki baat bhi koi nahin yaad karne bhoolne ki baat bhi koi nahin main akela bhi nahin aur saath bhi koi nahin har taraf tanhaiyaan hain naam ki mehfil hai ye zindagi ke is safar ki kaun si manzil hai ye doobta main jaa raha hoon jispe wo saahil hai ye ek taraf dil ek taraf main ghum ki ye parchhaiyaan ek taraf dil ek taraf main ghum ki ye parchhaiyaan saath dil ka doon to hoti hain badi ruswaaiyaan faisle ka waqt hai par faisla mushkil hai ye zindagi ke is safar ki kaun si manzil hai ye doobta main jaa raha hoon jispe wo saahil hai ye zindagi ke is safar ki kaun si manzil hai ye
zindagi ke safar mein guzar jaate hain jo maqaam wo phir nahin aate wo phir nahin aate zindagi ke safar mein guzar jaate hain jo maqaam wo phir nahin aate wo phir nahin aate phool khilte hain log milte hain phool khilte hain log milte hain magar patjhad mein jo phool murjhaa jaate hain wo bahaaron ke aane se khilte nahin kuchh log ik roz jo bichhad jaate hain wo hazaaron ke aane se milte nahin umr bhar chaahe koi pukaara kare unka naam wo phir nahin aate wo phir nahin aate aankh dhokha hai kya bharosa hai aankh dhokha hai kya bharosa hai suno doston shaq dosti ka dushman hai apne dil mein ise ghar banaane naa do kal tadapna pade yaad mein jinki rok lo ruth kar unko jaane naa do baad mein pyaar ke chaahe bhejo hazaaro salaam wo phir nahin aate wo phir nahin aate suboh aati hai raat jaati hai suboh aati hai raat jaati hai yunhi waqt chalta hi rehtaa hai rukta nahin ek pal mein ye aage nikal jaata hai aadmi thik se dekh paata nahin aur parde pe manzar badal jaata hai
zindagi ko khushi chahe kam dijiye zindagi ko khushi chahe kam dijiye jisko baanta na jaaye wo ghum dijiye jisko baanta na jaaye wo ghum dijiye zindagi ko khushi chahe kam dijiye zindagi ko khushi chahe kam dijiye kitni mayus hai zindagi ki khushi kitni mayus hai zindagi ki khushiiiii kitni mayus hai zindagi ki khushi muskurata hua koi ghum dijiye muskurata hua koi ghum dijiye jisko baanta na jaye baanta na jaye jisko baanta na jaye wo ghum dijiye zindagi ko khushi chahe kam dijiye zindagi ko khushi chahe kam dijiye jo na dil ki tarah toot jaaye kabhiiii jo na dil ki tarah toot jaaye kabhi jo na dil ki tarah toot jaaye kabhi aisa apni wafa ka bharam dijiye aisa apni wafa ka bharam dijiye jisko baanta na jaye baanta na jaye jisko baanta na jaye wo ghum dijiye zindagi ko khushi chahe kam dijiye zindagi ko khushi chahe kam dijiye aaj likhenge hum daastaan e wafaaaaa aaj likhenge hum daastaan e wafa aaj likhenge hum daastaan e wafa khoon e dil mein dubo kar kalam
Zindagi Mauz Udane
zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi bahaar aane se pehle khizan chali aayi zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi khushi ki chaah mein maine uthaye ranj bade khushi ki chaah mein maine uthaye ranj bade mera naseeb ke mere kadam jahan bhi pade ye badnaseebi meri bhi wahaan chali aayi zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi udaas raat hai viraan dil ki mehfil hai udaas raat hai viraan dil ki mehfil hai na humsafar hai koi aur na koi manzil hai ye zindagi mujhe lekar kahan chali aayi zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi bahaar aane se pehle khizan chali aayi zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi
zulfon ko aap yun naa sanwaara karo ishq warna kisi din behak jaayega nazron se aap yun naa ishaara karo husn warna kisi din behak jaayega nazron se aap yun naa ishaara karo jahaan bhi jab bhi nazar aate ho gazab karte ho sitam dhaate ho to kaun kehta hai ke aap chhup chhup ke nazaara karooooo to kaun kehta hai ke aap chhup chhup ke nazaara karooooo zulfon ko aap yun naa sanwaara karo ishq warna kisi din behak jaayega nazron se aap yun naa ishaara karo aaaaaa haaaaaa aaaaaa haaaaaa aaaaaaaaaaaaaaaa tumhare liye tooooo muhabbat hogiiii humare liye woooo qayamat hogi jo pyaar karna hai to ranj bhi khushi se ganwaara karoooo jo pyaar karna hai to ranj bhi khushi se ganwaara karoooo nazron se aap yun naa ishaara karo husn warna kisi din behak jaayega zulfon ko aap yun naa sanwaara karo ye haalat dekhoooo huyi jaati hai naa chain aata hai haaye naa neend aati hai jo haal hai tumhaara wo haal naa humara khudaara karooooo jo haal hai tumhaara wo haal naa humara khudaara
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Zamaane Mein Aji Aise Jeevan Mrityu (1970) 05:57 36072
 
Poster of Jeevan Mrityu (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Zeb Rahman, Preeti Bala
Duration : 05:57   Song Number : 36072   

Zamane Mein Koi Hamara Nahin Farishta (1984) 05:01 36168
 
Poster of Farishta (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Duration : 05:01   Song Number : 36168   

Zamane Mein Sabse Purani Lovers (1983) 09:02 13629
 
Poster of Lovers (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 09:02   Song Number : 13629   

Zara Sa Jhoom Loon Main Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995) 05:53 21493
 
Poster of Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Kajol
Duration : 05:53   Song Number : 21493   

Zikra Hota Hai Jab Qayamat Ka My Love (1970) 04:34 12030
 
Poster of My Love (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Dan Singh
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Sharmila Tagore
Duration : 04:34   Song Number : 12030   

Zindagi Ae Zindagi Zindagi Zindagi (1972) 04:20 32167
 
Poster of Zindagi Zindagi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Waheeda Rehman
Duration : 04:20   Song Number : 32167   

Zindagi Aye Zindagi Yudh (1985) 03:39 18398
 
Poster of Yudh (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Anil Kapoor, Tina Munim
Duration : 03:39   Song Number : 18398   

Zindagi Hai Khel Seeta Aur Geeta (1972) 04:54 38538
 
Poster of Seeta Aur Geeta (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Hema Malini, Dharmendra
Duration : 04:54   Song Number : 38538   

Zindagi Har Kadam Ik Nayi Jung Hai Meri Jung (1985) 06:35 21501
 
Poster of Meri Jung (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Meenakshi Seshadri, Nutan
Duration : 06:35   Song Number : 21501   

Zindagi Imtihaan Leti Hai Naseeb (1981) 08:15 18147
 
Poster of Naseeb (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Shatrughan Sinha
Duration : 08:15   Song Number : 18147   

Zindagi Ka Yun Zuban Par Naam Dil Ka Heera (1979) 06:38 16425
 
Poster of Dil Ka Heera (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Hema Malini, Sachin
Duration : 06:38   Song Number : 16425   

Zindagi Ke Is Safar Ki Ek Nai Paheli (1984) 04:48 17536
 
Poster of Ek Nai Paheli (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
K J Yesudas
Duration : 04:48   Song Number : 17536   

Zindagi Ke Safar Mein Aap Ki Kasam (1974) 06:36 21506
 
Poster of Aap Ki Kasam (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Raag- 
Bihag
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:36   Song Number : 21506   

Zindagi Ko Khushi Chahe Pankaj Udhas 04:52 32294
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:52   Song Number : 32294   

Zindagi Mauj Udaane Avtaar (1983) 06:42 39129
 
Poster of Avtaar (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 06:42   Song Number : 39129   

Zubaan Pe Dard Bhari Dastan Maryada (1971) 04:26 12126
 
Poster of Maryada (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Raag- 
Bhairav
Duration : 04:26   Song Number : 12126   

Zulfon Ko Aap Yun Chandan Ka Palna (1967) 05:13 11948
 
Poster of Chandan Ka Palna (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dharmendra, Meena Kumari
Duration : 05:13   Song Number : 11948   
Karaoke Songs of Anand Bakshi, Sad Songs of Anand Bakshi, Love Songs of Anand Bakshi, Dance Songs of Anand Bakshi, Hip-hop songs of Anand Bakshi, Best songs of Anand Bakshi, Super hit songs of Anand Bakshi, hit songs of Anand Bakshi, duet songs of Anand Bakshi, solo songs of Anand Bakshi, old songs of Anand Bakshi, famous songs of Anand Bakshi, Hindi Karaoke Songs of Anand Bakshi, Hindi Sad Songs of Anand Bakshi, Hindi Love Songs of Anand Bakshi, Hindi Dance Songs of Anand Bakshi, Hindi Hip-hop songs of Anand Bakshi, best Hindi songs of Anand Bakshi, super hit Hindi songs of Anand Bakshi, hit Hindi songs of Anand Bakshi, duet Hindi songs of Anand Bakshi, solo Hindi songs of Anand Bakshi, old Hindi songs of Anand Bakshi, famous Hindi songs of Anand Bakshi, Sing Along Songs of Anand Bakshi, Sing Along Sad Songs of Anand Bakshi, Sing Along Love Songs of Anand Bakshi, Sing Along Dance Songs of Anand Bakshi, Sing Along Hip-hop songs of Anand Bakshi, Sing Along Best songs of Anand Bakshi, Sing Along Super hit songs of Anand Bakshi, Sing Along hit songs of Anand Bakshi, Sing Along duet songs of Anand Bakshi, Sing Along solo songs of Anand Bakshi, Sing Along old songs of Anand Bakshi, Sing Along famous songs of Anand Bakshi